Pehli Mulakhath

ಕವನಗಳನ್ನು  ಬರೆದ ಕುಲ್ಕರ್ಣಿ 


Hi all

Its my pleasure to share the shayaris (poetry) of my love here in this website.I am grateful to god for giving me such a lovable caring better half in my life.I love u a lot santhu.Writing shayaris is his fvt passtime.


                                                   

                                                    
ek haseena se mulakath ho gayi
socha tha dost banaalu
lekin berukhi to dekho
unhone humko dost se badkar humsafar banaaliya

aap mein kya jaadu hai
jo hum pe chaladiya
har waqt aapka yaad kartha hoon
hukum karke dekhiye
aap pe jaan deneko bhi tayyar rehta hoon


aap se milkar itna kushi huyee
isliye ki nahi aap mujhe chahati hey
isliye ki nahi aap meri patni banjaayenge
balki isliye aapse milkar
humko bhagwan kareeb huye

tum mere liye sona nahi ho
chaandi nahi ho
heera nahi ho
tum mere saan ho
dhadkan ho
jaan ho jiske siva hum jee nahi sakthe

mere badle tu jile
tere badle mein mar jaayunga
tu aise hi hasti rahe
teri chehre aise hi khilta rahe

tuzme kya hei jo avro mein nahi hai
aap gusse se bhi daant the ho
to bhi lagta hai ki pyar kar rahe ho
hum to aapke piche pagal hai
aapki har baath hamein manzoor hai