Yaadein(sweet memories)



tu yaad karna kar hum to karenge
tu bekarar ho na ho hum to honge
tu aankhen mila ya na mila hum to milayenge
ab baarish se kya darna hum to bheeg gaye hai
yu hi math tadapa kar mujhe.


Yaad teri aarahi hey
jaan meri jaa rahi hey
intiha hai paraso warna teri kasam.............
ab tak hum aapki yaad kar kar heee zinda hey
warna ye jaan mere kab chod jaa thaa tha.


Ehsaas hoga jab hum tumse door ho jayenge
aankhon me aansu honge par nazar nahi aayenge
koi saath na de to humme yaad karna
aasmaan me bhi honge to laut kar aayenge